yaar ko humne ja-ba-ja dekha kahen zahir kahen chhupa dekha kahen mumkin hoa kahen wajib kahen fani kahen baqa dekha yaar ko humne ja-ba-ja dekha kahen zahir kahen chupa dekha
kahen woh baadshaah-e-takht nasheen kahen kaasa liye gadaa dekha yaar ko humne ja-ba-ja dekha kahen zahir kahen chupa dekha kahen wo der libaas-e-mashokan bar-sare naaz aur aada dekha kahen zahir kahen chupa dekha yaar ko humne ja-ba-ja dekha
kahen aashiq niyaz ki soorat seena Girya-o-dil jala dekha yaar ko humne ja-ba-ja dekha kahen zahir kahen chupa dekha yaar ko humne ja-ba-ja dekha....... |